Tanhayi mere dil mein samati chali gayi

Tanhayi mere dil mein

samati chali gayi,

Kismat bhi apna khel

dikhati chali gayi,

Mehkti fiza ki khushbu

me jo dekha pyar ko

Bas yaad unki aayi

aur rulati chali gayi.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked*